Motoo aur patloo kee joree

मोटू और पतलू की जोड़ी
Work
Language

मोटू और पतलू की जोड़ी
ना ढेला ना दमड़ी ना कौड़ी
मोटू के पेट में भूख भरी है
टायर के जैसे भूख भरी है
पतलू तो मर जाये मूंगफली से
बचके निकल जाये पतली गली से
दिल की सड़क हैं चौड़ी
मोटू और पतलू की जोड़ी
पंख बिना भी उड़ जाते हैं
हर मुश्किल में जुड़ जाते हैं
हाथ पकड़ के चढ़ जाते हैं
गाड़ी या हो घोड़ी

moṭū aur patlū kī joṛī
nā ḍhelā nā damaṛī nā kauṛī
moṭū ke peṭ meṅ bhūkh bharī hai
ṭāyar ke jaise bhūkh bharī hai
patlū to mar jāye mūṅgaphlī se
bachke nikal jāye patlī galī se
dil kī saṛak haiṅ chauṛī
moṭū aur patlū kī joṛī
paṅkh binā bhī uṛ jāte haiṅ
har muśhkil meṅ juṛ jāte haiṅ
hāth pakaṛ ke chaṛh jāte haiṅ
gāṛī yā ho ghoṛī