मोहोब्बत बडे काम की चीज है
हर तरफ हुस्न है, जवानी है
आज की रात क्या सुहानी है
रेशमी जिस्म थरथराते हैं
मर्मरी ख्वाब गुनगुनाते हैं
धड़कनों में सुरूर फैला है
रंग नज़दीक-ओ-दूर फैला है
दावत-ए-इश्क दे रही है फज़ा
आज हो जा किसी हसीं पे फिदा
की मोहब्बत बड़े काम की चीज़ है काम की
मोहब्बत के दम से है दुनिया की रौनक
मोहब्बत ना होती तो कुछ भी ना होता
नज़र और दिल की पनाहों की खातिर
ये जन्नत ना होती तो कुछ भी ना होता
यही एक आराम की चीज़ है
किताबों में छपते हैं चाहत के किस्से
हक़ीकत की दुनिया में चाहत नहीं है
जमाने के बाजार में ये वो शय है
की जिस की किसी को ज़रूरत नहीं है
ये बेकार, बेदाम की चीज़ है
ये कुदरत के ईनाम की चीज़ है
ये बस नाम ही नाम की चीज़ है
मोहब्बत से इतना खफा होनेवाले
चल आ आज तुझ को मोहब्बत सीखा दे
तेरा दिल जो बरसों से वीरान पड़ा है
किसी नाज़नीना को इस में बसा दे
मेरा मशवरा काम की चीज़ है
har taraph husn hai, javānī hai
āj kī rāt kyā suhānī hai
reśhmī jism tharathrāte haiṅ
marmrī khvāb gungunāte haiṅ
dhaṛaknoṅ meṅ surūr phailā hai
raṅg nazdīk-o-dūr phailā hai
dāvat-e-iśhk de rahī hai phazā
āj ho jā kisī hasīṅ pe phidā
kī mohabbat baṛe kām kī chīz hai kām kī
mohabbat ke dam se hai duniyā kī raunak
mohabbat nā hotī to kuchh bhī nā hotā
nazar aur dil kī panāhoṅ kī khātir
ye jannat nā hotī to kuchh bhī nā hotā
yahī ek ārām kī chīz hai
kitāboṅ meṅ chhapte haiṅ chāhat ke kisse
haqīkat kī duniyā meṅ chāhat nahīṅ hai
jamāne ke bājār meṅ ye vo śhay hai
kī jis kī kisī ko zarūrat nahīṅ hai
ye bekār, bedām kī chīz hai
ye kudarat ke īnām kī chīz hai
ye bas nām hī nām kī chīz hai
mohabbat se itnā khaphā honevāle
chal ā āj tujh ko mohabbat sīkhā de
terā dil jo barsoṅ se vīrān paṛā hai
kisī nāznīnā ko is meṅ basā de
merā maśhavrā kām kī chīz hai