Title (Indic)कई सदियों से, कई जनमों से WorkMilap Year1972 LanguageHindi Credits Role Artist Music Brij Bhushan Performer Mukesh Writer Naqsh Lyallpuri LyricsHindiकई सदियों से, कई जनमों से -2 तेरे प्यार को तरसे मेरा मन आ जा आ जा के अधूरा है अपना मिलन कई सदियों से (राहों में कहीं, नज़र आया अपने ही खयालों का साया) -2 कुछ देर मेरा मन, लहराया ओ ओ ओ, फिर डूब गई आशा की किरण आ जा आ जा के अधूरा है अपना मिलन कई सदियों से (सपनों से मुझे, न यूँ बहला पायल के खोये गीत जगा) -2 सुनसान है जीवन की बगिया ओ ओ ओ, सूना है बहारों का आँगन आ जा के अधूरा है अपना मिलन कई सदियों से Englishkaī sadiyoṅ se, kaī janmoṅ se -2 tere pyār ko tarse merā man ā jā ā jā ke adhūrā hai apnā milan kaī sadiyoṅ se (rāhoṅ meṅ kahīṅ, nazar āyā apne hī khayāloṅ kā sāyā) -2 kuchh der merā man, lahrāyā o o o, phir ḍūb gaī āśhā kī kiraṇ ā jā ā jā ke adhūrā hai apnā milan kaī sadiyoṅ se (sapnoṅ se mujhe, na yūṇ bahlā pāyal ke khoye gīt jagā) -2 sunsān hai jīvan kī bagiyā o o o, sūnā hai bahāroṅ kā āṇgan ā jā ke adhūrā hai apnā milan kaī sadiyoṅ se