Mera Naam Raju

मेरा नाम राजू घराना अनाम्
Year
Language

मेरा नाम राजू घराना अनाम
बहती है गंगा जहाँ मेरा धाम
मेरा नाम राजू …

काम नये नित गीत बनाना
गीत बना के जहाँ को सुनाना
कोई न मिले तो अकेले में गाना
कविराज कहे, न ये ताज रहे
न ये राज रहे, न ये राजघराना
प्रीत और प्रीत का गीत रहे
कभी लूट सका न कोई ये खज़ाना
मेरा नाम राजू …

धूल का इक बादल अलबेला
निकला हूँ अपनी सफ़र में अकेला
छुप-छुप देखूँ मैं दुनिया का मेला
काहे मान करे, अभिमान करे
नादान तुझे इक दिन तो है जाना
डफ़ली उठा आवाज़ मिला
गा मिल के मेरे संग प्रेम तराना
मेरा नाम राजू …

merā nām rājū gharānā anām
bahtī hai gaṅgā jahāṇ merā dhām
merā nām rājū …

kām naye nit gīt banānā
gīt banā ke jahāṇ ko sunānā
koī na mile to akele meṅ gānā
kavirāj kahe, na ye tāj rahe
na ye rāj rahe, na ye rājaghrānā
prīt aur prīt kā gīt rahe
kabhī lūṭ sakā na koī ye khazānā
merā nām rājū …

dhūl kā ik bādal albelā
niklā hūṇ apnī safar meṅ akelā
chhup-chhup dekhūṇ maiṅ duniyā kā melā
kāhe mān kare, abhimān kare
nādān tujhe ik din to hai jānā
ḍaflī uṭhā āvāz milā
gā mil ke mere saṅg prem tarānā
merā nām rājū …