आ के अब आता नहीं दिल को क़रार्
(आ के अब आता नहीं दिल को क़रार)-2
राह तकते थक गया है इंतज़ार
आ के अब आता नहीं दिल को क़रार
इस क़दर बेचैन है दुनिया मेरी
दिल की हर ढड़कन में है आहट तेरी
आरज़ुएं हो रहीं हैं बेक़रार
आ के अब आता नहीं दिल को क़रार
(दिल सदायें दे रहा है तू कहाँ)-2
मुंतज़िर हैं चाँद तारे आसमाँ
ये हवाएं ये फ़िज़ायें ये बहार
आ के अब आता नहीं दिल को क़रार
आस तेरे वो हसीं रातें गई
प्यार की रंगीं मुलाक़ातें गई
रह गया है दर्द दिल की यादगार
आ के अब आता नहीं दिल को क़रार्
(ā ke ab ātā nahīṅ dil ko qarār)-2
rāh takte thak gayā hai iṅtazār
ā ke ab ātā nahīṅ dil ko qarār
is qadar bechain hai duniyā merī
dil kī har ḍhaṛkan meṅ hai āhaṭ terī
ārazueṅ ho rahīṅ haiṅ beqrār
ā ke ab ātā nahīṅ dil ko qarār
(dil sadāyeṅ de rahā hai tū kahāṇ)-2
muṅtazir haiṅ chāṇd tāre āsmāṇ
ye havāeṅ ye fizāyeṅ ye bahār
ā ke ab ātā nahīṅ dil ko qarār
ās tere vo hasīṅ rāteṅ gaī
pyār kī raṅgīṅ mulāqāteṅ gaī
rah gayā hai dard dil kī yādgār
ā ke ab ātā nahīṅ dil ko qarār