आ जाओ आ जाओ नागराजा तुम आ जाओ
आ जाओ आ जाओ नागराजा तुम आ जाओ -2
हज़ारों फन फुँफकारें आओ भरते हुंकारें
कंठ शंकर का छोड़ो रे
आज विष्णु को जगा दो गगन पाताल हिला दो
आज प्रलय मचा दो रे
आ जाओ आ जाओ नागराजा …
कालरूप विकराल रूप भूचाल मचाते आओ
तक्षक हो तुम रक्षक हो तुम अक्षक बन के दिखाओ -2
ज़हर से ज़हर मरेगा ना पापी कोई बचेगा
करेगा सो भरेगा रे
बनो तुम विष की ज्वाला हो दुर्जन का मुँह काला
सज्जन का रक्षक करो रे
आ जाओ आ जाओ नागराजा …
तुम अनाथ डोले दिग दिगन्त हर साँस में इक तूफ़ाँ है
तुम भुजंग चले मौत संग तुम जहां हो जीत वहाँ है
फ़रेबी दृष्टि दरिन्दे बढ़ाकर अपने पंजे
हमको निगलने खड़े
सत्य की जीत करा दो धरम का दीप जला दो
धरती का बोझ हटा दो
आ जाओ आ जाओ नागराजा …
ā jāo ā jāo nāgrājā tum ā jāo -2
hazāroṅ phan phuṇphkāreṅ āo bharte huṅkāreṅ
kaṅṭh śhaṅkar kā chhoṛo re
āj viṣhṇu ko jagā do gagan pātāl hilā do
āj pralay machā do re
ā jāo ā jāo nāgrājā …
kālrūp vikrāl rūp bhūchāl machāte āo
takṣhak ho tum rakṣhak ho tum akṣhak ban ke dikhāo -2
zahar se zahar maregā nā pāpī koī bachegā
karegā so bharegā re
bano tum viṣh kī jvālā ho durjan kā muṇh kālā
sajjan kā rakṣhak karo re
ā jāo ā jāo nāgrājā …
tum anāth ḍole dig digant har sāṇs meṅ ik tūfāṇ hai
tum bhujaṅg chale maut saṅg tum jahāṅ ho jīt vahāṇ hai
farebī dṛṣhṭi darinde baṛhākar apne paṅje
hamko nigalne khaṛe
saty kī jīt karā do dharam kā dīp jalā do
dhartī kā bojh haṭā do
ā jāo ā jāo nāgrājā …