Tumhaare bagair jeenaa k‌yaa

तुम्हारे बगैर जीना क्‌या
Work
Year
Language

तुम्हारे बगैर जीना क्‌या जीने का ख़्वाब भी नहीं देख सकता
साँसों के बिना शायद कुछ पल मैं जी सकता हूं
लेकिन तुम्हारे बिना नहीं
तुम हाँ तुम वो पहली लड़की हो जिसे मैं ज़िंदगी से बढ़कर
चाहने लगा हूँ
मेरा आज मेरा कल मेरे दिन मेरे पल
सिर्फ़ तुम्हारे दम से हैं
मेरी पूजा में मेरी दुआओं में
मेरी ख़ामोशियों में मेरी सदाओं में सिर्फ़ तुम हो सिर्फ़ तुम
तारे टूट जाएंगे चाँद बुझ जाएगा
वक़्त यहीं ठहर जाएगा लेकिन
लेकिन उम्मीद की आखरी किरण बुझने तक
आखरी साँस चलने तक मैं तुम्हारा रस्ता देखूंगा
तुम्हारा इन्तज़ार करूंगा
हां प्रिया मैं तुम्हारा इन्तज़ार करूंगा

tumhāre bagair jīnā k‌yā jīne kā khvāb bhī nahīṅ dekh saktā
sāṇsoṅ ke binā śhāyad kuchh pal maiṅ jī saktā hūṅ
lekin tumhāre binā nahīṅ
tum hāṇ tum vo pahlī laṛkī ho jise maiṅ ziṅdgī se baṛhkar
chāhne lagā hūṇ
merā āj merā kal mere din mere pal
sirf tumhāre dam se haiṅ
merī pūjā meṅ merī duāoṅ meṅ
merī khāmośhiyoṅ meṅ merī sadāoṅ meṅ sirf tum ho sirf tum
tāre ṭūṭ jāeṅge chāṇd bujh jāegā
vaqt yahīṅ ṭhahar jāegā lekin
lekin ummīd kī ākhrī kiraṇ bujhne tak
ākhrī sāṇs chalne tak maiṅ tumhārā rastā dekhūṅgā
tumhārā intazār karūṅgā
hāṅ priyā maiṅ tumhārā intazār karūṅgā