मन रे, तू ही बता क्या गाऊँ
मन रे, तू ही बता क्या गाऊँ
कह दूं अपने दिल के दुखड़े या आँसू पी जाऊँ
जिसने बरबस बाँध लिया है
इस पिंजरे में कैद किया है
कब तक मैं उस पत्थर दिल का जी बहलाती जाऊँ
नींद में जब ये जग सोता है
मैं रोती हूँ, दिल रोता है
मुख पे झूठी मुस्कानों के कब तक रंग चढ़ाऊँ
man re, tū hī batā kyā gāūṇ
kah dūṅ apne dil ke dukhaṛe yā āṇsū pī jāūṇ
jisne barbas bāṇdh liyā hai
is piṅjre meṅ kaid kiyā hai
kab tak maiṅ us patthar dil kā jī bahlātī jāūṇ
nīṅd meṅ jab ye jag sotā hai
maiṅ rotī hūṇ, dil rotā hai
mukh pe jhūṭhī muskānoṅ ke kab tak raṅg chaढ़āūṇ