मैने तुमसे कुछ नही माँगा
आज दे दो, आज दे दो
सौ बरस से जगे इन नैनो को
नींद का वरदान दे दो, दे दो
घेरती खुशबुयें , फिर वही आहटे
बार बार चौकना, फिर वही करवटे
वही बाहों के घेरो में बंधना
वही नज़रो के साये में तपना
कब तलक़ डोर खिचेगी मुझको
छोड़ दो, मेरा अभिमान दे दो, दे दो
इन अंधेरों से जुझुंगा कैसे
किस तरह रोशनी इतनी मैं झेलूँ
यादों की भीड़ टकरा रही यूँ
हाथ बाँधे हुये चूर हो लूँ
झटपटाते हृदय को दया कर
साँस लेने का अधिकार दे दो, दे दो
मैने तुमसे कुछ नही माँगा
Work
Year
Language
maine tumse kuchh nahī māṇgā
āj de do, āj de do
sau baras se jage in naino ko
nīṅd kā vardān de do, de do
ghertī khuśhbuyeṅ , phir vahī āhṭe
bār bār chauknā, phir vahī karavṭe
vahī bāhoṅ ke ghero meṅ baṅdhnā
vahī nazro ke sāye meṅ tapnā
kab talaq ḍor khichegī mujhko
chhoṛ do, merā abhimān de do, de do
in aṅdheroṅ se jujhuṅgā kaise
kis tarah rośhnī itnī maiṅ jhelūṇ
yādoṅ kī bhīṛ ṭakrā rahī yūṇ
hāth bāṇdhe huye chūr ho lūṇ
jhaṭapṭāte hṛday ko dayā kar
sāṇs lene kā adhikār de do, de do