Main to har modapar tujh ko doongaa sadaa

मैं तो हर मोडपर तुझ को दूँगा सदा
Work
Year
Language

मैं तो हर मोड़ पर तुझ को दूँगा सदा
मेरी आवाज़ को, दर्द के साज़ को, तू सुने ना सुने

मुझे देखकर कह रहे हैं सभी
मोहब्बत का हासिल है दीवानगी
प्यार की राह में, फूल भी थे मगर, मैने काँटे छूने

जहाँ दिल झुका था, वही सर झुका
मुझे कोई सजदोंसे रोकेगा क्या
काश टूटे ना वो, आरजू ने मेरी ख्वाब जो हैं बूने

maiṅ to har moṛ par tujh ko dūṇgā sadā
merī āvāz ko, dard ke sāz ko, tū sune nā sune

mujhe dekhkar kah rahe haiṅ sabhī
mohabbat kā hāsil hai dīvāngī
pyār kī rāh meṅ, phūl bhī the magar, maine kāṇṭe chhūne

jahāṇ dil jhukā thā, vahī sar jhukā
mujhe koī sajdoṅse rokegā kyā
kāśh ṭūṭe nā vo, ārjū ne merī khvāb jo haiṅ būne