महरबाँ महरबाँ क्यूँ हो नराज़ तुम्
आ: महरबाँ महरबाँ महरबाँ
ऐ महरबाँ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ
( क्यूँ हो नराज़ तुम
क्यूँ हो तुम बदगुमाँ
महरबाँ ऐ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ ) -2
सु: ( महरबाँ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ ) -2
आ: अब जो हम हैं मिले
छोड़ो शिक़वे गिले
जो मेरी भूल थी
मैंने वो मान ली
दो: प्यार दिल में रहा
पर न तुम से कहा
सु: प्यार दिल में रहा
पर न तुम से कहा
आ: मैंने होंठों पे रख ली थीं ख़मोशियाँ
महरबाँ ऐ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ ऐ
आ: मैंने समझा था तुम जान लोगे मुझे
मैंने समझा था पहचान लोगे मुझे
मेरे ग़ुस्से में भी रंग था प्यार का
लफ़्ज़ इन्कार का लहज़ा इकरार का
ये जो अन्दाज़ थे
ये जो अन्दाज़ थे
तुम से कब राज़ थे
अन्कही-अनसुनी फिर भी क्यों दास्ताँ
महरबाँ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ
सु: ( महरबाँ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ ) -2
आ: आओ तुम से
सु: हाँ-हाँ
recites
आ: आओ तुम से कहूँ दिल की हर बात मैं
तुम से कर दूँ बयाँ अपने जज़्बात मैं
sings
तुम से कर दूँ बयाँ अपने जज़्बात मैं
तुम अगर पास हो तो नहीं कोई ग़म
मैं रहूँ ना रहूँ तुम तो हो कम से कम
वक़्त की राह पर मेरा अगला क़दम
मुझ को पाओगे तुम जाओगे तुम जहाँ
महरबाँ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ
महरबाँ
सु: ( महरबाँ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ
महरबाँ महरबाँ
आ: महरबाँ ) -4
आ: है
ā: maharbāṇ maharbāṇ maharbāṇ
ai maharbāṇ maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ
( kyūṇ ho narāz tum
kyūṇ ho tum badgumāṇ
maharbāṇ ai maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ ) -2
su: ( maharbāṇ maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ ) -2
ā: ab jo ham haiṅ mile
chhoṛo śhiqve gile
jo merī bhūl thī
maiṅne vo mān lī
do: pyār dil meṅ rahā
par na tum se kahā
su: pyār dil meṅ rahā
par na tum se kahā
ā: maiṅne hoṅṭhoṅ pe rakh lī thīṅ khamośhiyāṇ
maharbāṇ ai maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ ai
ā: maiṅne samjhā thā tum jān loge mujhe
maiṅne samjhā thā pahchān loge mujhe
mere ġhusse meṅ bhī raṅg thā pyār kā
lafz inkār kā lahazā ikrār kā
ye jo andāz the
ye jo andāz the
tum se kab rāz the
ankhī-ansunī phir bhī kyoṅ dāstāṇ
maharbāṇ maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ
su: ( maharbāṇ maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ ) -2
ā: āo tum se
su: hāṇ-hāṇ
recites
ā: āo tum se kahūṇ dil kī har bāt maiṅ
tum se kar dūṇ bayāṇ apne jazbāt maiṅ
sings
tum se kar dūṇ bayāṇ apne jazbāt maiṅ
tum agar pās ho to nahīṅ koī ġham
maiṅ rahūṇ nā rahūṇ tum to ho kam se kam
vaqt kī rāh par merā aglā qadam
mujh ko pāoge tum jāoge tum jahāṇ
maharbāṇ maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ
maharbāṇ
su: ( maharbāṇ maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ
maharbāṇ maharbāṇ
ā: maharbāṇ ) -4
ā: hai