अ आ इ ई, अ आ इ ई
मास्टरजी की आ गयी चिठ्ठी
चिठ्ठी में से निकली बिल्ली
बिल्ली खाये जर्दा पान
काला चश्मा पीले कान
कान में झुमका, नाक में बत्ती
हाथ में जलती अगरबत्ती
अरे नहीं यार मगरबत्ती
अरे बोला ना अगरबत्ती
मगरबत्ती , अगरबत्ती , मगरबत्ती, अगरबत्ती, मगरबत्ती
अगर अगर बत्ती
अगरबत्ती कछुआ छाप
आग पे बैठा पानी ताप
ताप चढ़े तो कंबल तान
VIP अंडरवेर बनियान
अ आ इ ई, अ आ इ ई
मास्टरजी की आ गयी चिठ्ठी
चिठ्ठी में से निकला मच्छर
मच्छर की दो लंबी मूँछे
मूँछ पे बाँधे दो दो पत्थर
पत्थर पे एक आम का झाड़
मूँछ पे लेकर चले पहाड़
पहाड़ पे बैठा बूढ़ा जोगी
जोगी की एक जोगन होगी
गठारी में लागा चोर मुसाफिर
देख चाँद की ओर
पहाड़ पे बैठा बूढ़ा जोगी
जोगी की एक जोगन होगी
जोगन कूटे कच्चा धान
VIP अंडरवेर बनियान
अ आ इ ई, अ आ इ ई
मास्टरजी की आ गयी चिठ्ठी
चिठ्ठी में से निकला छींटा
थोड़ा काला थोड़ा पीला
छींटा निकला है शर्मीला
अरे वाह वाह, चाल देखो
घूँघट डाल के चलता है
माँग में सिन्दूर भरता है
माथे रोज़ लगाये बिंदी
इंग्लीश बोले मतलब हिन्दी
IF अगर IS हैं BUT पर WHAT मतलब क्या
माथे रोज़ लगाये बिंदी
इंग्लीश बोले मतलब हिन्दी
हिन्दी में अलज़ेबरा छान
a ā i ī, a ā i ī
māsṭarjī kī ā gayī chiṭhṭhī
chiṭhṭhī meṅ se niklī billī
billī khāye jardā pān
kālā chaśhmā pīle kān
kān meṅ jhumkā, nāk meṅ battī
hāth meṅ jaltī agarbattī
are nahīṅ yār magarbattī
are bolā nā agarbattī
magarbattī , agarbattī , magarbattī, agarbattī, magarbattī
agar agar battī
agarbattī kachhuā chhāp
āg pe baiṭhā pānī tāp
tāp chaṛhe to kaṅbal tān
VIP aṅḍarver baniyān
a ā i ī, a ā i ī
māsṭarjī kī ā gayī chiṭhṭhī
chiṭhṭhī meṅ se niklā machchhar
machchhar kī do laṅbī mūṇchhe
mūṇchh pe bāṇdhe do do patthar
patthar pe ek ām kā jhāṛ
mūṇchh pe lekar chale pahāṛ
pahāṛ pe baiṭhā būṛhā jogī
jogī kī ek jogan hogī
gaṭhārī meṅ lāgā chor musāphir
dekh chāṇd kī or
pahāṛ pe baiṭhā būṛhā jogī
jogī kī ek jogan hogī
jogan kūṭe kachchā dhān
VIP aṅḍarver baniyān
a ā i ī, a ā i ī
māsṭarjī kī ā gayī chiṭhṭhī
chiṭhṭhī meṅ se niklā chhīṅṭā
thoṛā kālā thoṛā pīlā
chhīṅṭā niklā hai śharmīlā
are vāh vāh, chāl dekho
ghūṇghaṭ ḍāl ke chaltā hai
māṇg meṅ sindūr bhartā hai
māthe roz lagāye biṅdī
iṅglīśh bole matalab hindī
IF agar IS haiṅ BUT par WHAT matalab kyā
māthe roz lagāye biṅdī
iṅglīśh bole matalab hindī
hindī meṅ alazebrā chhān