Lut gayaa din-raat kaa aaraam kyoon

लुट गया दिन-रात का आराम क्‌यूँ
Work
Year
Language

लुट गया दिन-रात का आराम क्‌यूँ -2
ऐ मोहब्बत तेरा ये अन्जाम क्‌यूँ
लुट गया दिन-रात का आराम क्‌यूँ

हमने माँगी थी मोहब्बत की शराब -2
लायी क़िसमत आँसुओं का जाम क्‌यूँ
लुट गया दिन-रात का आराम क्‌यूँ

दिल समझता है के तू है बेवफ़ा -2
आ रहा है लब पे तेरा नाम क्‌यूँ -2
लुट गया दिन-रात का आराम क्‌यूँ

luṭ gayā din-rāt kā ārām k‌yūṇ -2
ai mohabbat terā ye anjām k‌yūṇ
luṭ gayā din-rāt kā ārām k‌yūṇ

hamne māṇgī thī mohabbat kī śharāb -2
lāyī qismat āṇsuoṅ kā jām k‌yūṇ
luṭ gayā din-rāt kā ārām k‌yūṇ

dil samajhtā hai ke tū hai bevafā -2
ā rahā hai lab pe terā nām k‌yūṇ -2
luṭ gayā din-rāt kā ārām k‌yūṇ