Title (Indic)सुन जरा, सोनिए सुन जरा WorkLucky: No Time for Love Year2005 LanguageHindi Credits Role Artist Music Adnan Sami Performer Sonu Nigam Writer Sameer LyricsHindiसुन जरा, सोनिए सुन जरा आज खामोशियों से आ रही है सदा धडकनें हैं दीवानी, दिल भी कुछ कह रहा है बीतें लमहों के साये तो बस यही थम गए हैं याद मुझे आए तेरी बातें पलकोंकी सुर्ख चादर पे अश्क भी जम गए हैं तेरी आँखों से ना हटती आखें बेबसी का है आलम क्या करूँ मैं बता चूम के अपने होठों से तेरे गम को चुरा लूँ ला के तुझे दे दूँ खुशियाँ सारी अपनी हर बेकरारी को सीने में ही छूपा लूँ मेरी चाहते जाए तुझ पे वारी सहमें सहमें लबों में घूल गई है दुआ Englishsun jarā, sonie sun jarā āj khāmośhiyoṅ se ā rahī hai sadā dhaḍakneṅ haiṅ dīvānī, dil bhī kuchh kah rahā hai bīteṅ lamhoṅ ke sāye to bas yahī tham gae haiṅ yād mujhe āe terī bāteṅ palkoṅkī surkh chādar pe aśhk bhī jam gae haiṅ terī āṇkhoṅ se nā haṭtī ākheṅ bebsī kā hai ālam kyā karūṇ maiṅ batā chūm ke apne hoṭhoṅ se tere gam ko churā lūṇ lā ke tujhe de dūṇ khuśhiyāṇ sārī apnī har bekrārī ko sīne meṅ hī chhūpā lūṇ merī chāhte jāe tujh pe vārī sahmeṅ sahmeṅ laboṅ meṅ ghūl gaī hai duā