क्यूँ फेरी नज़र देखो तो इधर्
क्यूँ फेरी नज़र -2
देखो तो इधर -2
ढाओ न सितम पहले-पहले
क्यूँ फेरी नज़र
दिखला के झलक दिल छीन लिया -2
और दिल की बजाय दर्द दिया -2
मिलते ही नज़र क्या ख़ूब किया -2
तुमने ये करम पहले-पहले
क्यूँ फेरी नज़र
क्यूँ फेरी नज़र -2
देखो तो इधर -2
ढाओ न सितम पहले-पहले
क्यूँ फेरी नज़र
दिल ले के सताना ठीक नहीं -2
नज़रों से गिराना ठीक नहीं -2
दुनिया-ए-मोहब्बत में हमने -2
रखा है क़दम पहले-पहले
क्यूँ फेरी नज़र
क्यूँ फेरी नज़र -2
देखो तो इधर -2
ढाओ न सितम पहले-पहले
क्यूँ फेरी नज़र्
kyūṇ pherī nazar -2
dekho to idhar -2
ḍhāo na sitam pahle-pahle
kyūṇ pherī nazar
dikhlā ke jhalak dil chhīn liyā -2
aur dil kī bajāy dard diyā -2
milte hī nazar kyā khūb kiyā -2
tumne ye karam pahle-pahle
kyūṇ pherī nazar
kyūṇ pherī nazar -2
dekho to idhar -2
ḍhāo na sitam pahle-pahle
kyūṇ pherī nazar
dil le ke satānā ṭhīk nahīṅ -2
nazroṅ se girānā ṭhīk nahīṅ -2
duniyā-e-mohabbat meṅ hamne -2
rakhā hai qadam pahle-pahle
kyūṇ pherī nazar
kyūṇ pherī nazar -2
dekho to idhar -2
ḍhāo na sitam pahle-pahle
kyūṇ pherī nazar