क्यूँ नैनन से नीर बहाए क्यूँ नैनन से नीर
देख हँसेगी दुनिया सारी बुझ न सकेगी पीर
पगली आज भुला दे मन से सारी बीती बातें
जिनमें तूने सुख देखा था वह सपने की बातें
सपना कब हो सच पाया है यही समझ रख धीर
क्यूँ नैनन से …
आँखों के अन्दर आँसू की नदिया एक बहा ले
नाम पिया का जपते-जपते सजनी ख़ूब नहा ले
हँसते हुए डुबा दे इसमें अपनी सारी पीर
मूरख
क्यूँ नैनन से …
kyūṇ nainan se nīr bahāe kyūṇ nainan se nīr
dekh hṇsegī duniyā sārī bujh na sakegī pīr
paglī āj bhulā de man se sārī bītī bāteṅ
jinmeṅ tūne sukh dekhā thā vah sapne kī bāteṅ
sapnā kab ho sach pāyā hai yahī samajh rakh dhīr
kyūṇ nainan se …
āṇkhoṅ ke andar āṇsū kī nadiyā ek bahā le
nām piyā kā japte-japte sajnī khūb nahā le
hṇste hue ḍubā de ismeṅ apnī sārī pīr
mūrakh
kyūṇ nainan se …