Kyoon man dhoondhe prem nadee kaa kinaaraa

क्‌यूं मन ढूँढे प्रेम नदी का किनारा
Work
Year
Language

क्‌यूं मन ढूँढे प्रेम नदी का किनारा
अब क्‌यूं मन ढूँढे …

डूबने वाला डूब चुका जब क्‌या तिनके का सहारा
क्‌यूं मन ढूँढे …

अपनों से भी धोखा खाया सबको दुश्मन पाया
हम हुए सबके दुनिया में कोई हुआ न हमारा
क्‌यूं मन ढूँढे …

k‌yūṅ man ḍhūṇḍhe prem nadī kā kinārā
ab k‌yūṅ man ḍhūṇḍhe …

ḍūbne vālā ḍūb chukā jab k‌yā tinke kā sahārā
k‌yūṅ man ḍhūṇḍhe …

apnoṅ se bhī dhokhā khāyā sabko duśhman pāyā
ham hue sabke duniyā meṅ koī huā na hamārā
k‌yūṅ man ḍhūṇḍhe …