Kyon baar baar aankhon men tum karavat lete ho

क्यों बार बार आँखों में तुम करवट लेते हो
Work
Year
Language

क्यों बार बार आँखों में तुम करवट लेते हो
ना सोते हो, ना मुझ को तुम सोने देते हो

कहाँ छुपे हो सीने में तुम साँसें भारी रहती हैं
नींद में हो या सपनों में, क्यों पलकें भारी रहती हैं
क्यों बार बार ...

सारे अंग तुम अपने रखना, आँख का रंग तो मेरा हो
थोड़ी थोड़ी शाम की रंगत, हल्का हल्का सवेरा हो
क्यों बार बार ...

kyoṅ bār bār āṇkhoṅ meṅ tum karavaṭ lete ho
nā sote ho, nā mujh ko tum sone dete ho

kahāṇ chhupe ho sīne meṅ tum sāṇseṅ bhārī rahtī haiṅ
nīṅd meṅ ho yā sapnoṅ meṅ, kyoṅ palkeṅ bhārī rahtī haiṅ
kyoṅ bār bār ...

sāre aṅg tum apne rakhnā, āṇkh kā raṅg to merā ho
thoṛī thoṛī śhām kī raṅgat, halkā halkā saverā ho
kyoṅ bār bār ...