क्या बताऊँ के मुझे तुझसे मोहब्बत क्यूँ है
क्या बताऊँ के मुझे तुझसे मोहब्बत क्यूँ है
मेरे महबूब मुझे तेरी ज़ुरूरत क्यूँ है
कश्ति-ए-दिल के लिये और किनारे हैं बहुत
तेरे जलवों के सिवा और नज़ारे हैं बहुत
मेरी चाहत के लिये और सहारे हैं बहुत
तेरे वादों पे मुझे फिर भी अक़ीदत क्यूँ है
क्यूँ तेरी याद सताती है मुझे शाम-ओ-सहर
जाने क्यूँ ढूँढती-फिरती है तुझे मेरी नज़र
हैं ज़माने में हसीँ और भी तुझसे बेहतर
तू ही बतला के मुझे तुझसे मोहब्बत क्यूँ है
kyā batāūṇ ke mujhe tujhse mohabbat kyūṇ hai
mere mahbūb mujhe terī zurūrat kyūṇ hai
kaśhti-e-dil ke liye aur kināre haiṅ bahut
tere jalvoṅ ke sivā aur nazāre haiṅ bahut
merī chāhat ke liye aur sahāre haiṅ bahut
tere vādoṅ pe mujhe phir bhī aqīdat kyūṇ hai
kyūṇ terī yād satātī hai mujhe śhām-o-sahar
jāne kyūṇ ḍhūṇḍhtī-phirtī hai tujhe merī nazar
haiṅ zamāne meṅ hasīṇ aur bhī tujhse behtar
tū hī batlā ke mujhe tujhse mohabbat kyūṇ hai