कुछ तो हुआ है, कुछ हो गया है
कुछ तो हुआ है, कुछ हो गया है
दो चार दिन से लगता है जैसे
सबकुछ अलग है, सबकुछ नया है
कुछ तो हुआ है, कुछ हो गया है
चीजें मैं रखके भूल जाती हूँ
बेखयाली में गुनगुनाती हूँ
अब अकेले में मुस्कुराती हूँ
बदली हुई सी मेरी अदा है
पिघला पिघला है दिल मेरा जब से
अच्छा रहता है मूड भी तब से
हसके मिलता हूँ आजकल सब से
खुश हो गया है जो भी मिला है
रंग चमकीले सारे लगते है
राह में बिखरे तारें लगते है
फूल अब ज्यादा प्यारे लगते है
महकी हुई सी जैसी हवा है
ध्यान अब अपना ज्यादा रखता हूँ
सोचता हूँ मैं कैसा लगता हूँ
आईना हो तो देख लेता हूँ
कैसे ये चेहरा ऐसा खिला है
ये नशा जिस में दोनो रहते है
ये लहर जिस में दोनो बहते है
हो ना हो इस को प्यार कहते है
प्यार मिला तो दिल खो गया है
kuchh to huā hai, kuchh ho gayā hai
do chār din se lagtā hai jaise
sabkuchh alag hai, sabkuchh nayā hai
kuchh to huā hai, kuchh ho gayā hai
chījeṅ maiṅ rakhke bhūl jātī hūṇ
bekhyālī meṅ gungunātī hūṇ
ab akele meṅ muskurātī hūṇ
badlī huī sī merī adā hai
pighlā pighlā hai dil merā jab se
achchhā rahtā hai mūḍ bhī tab se
haske miltā hūṇ ājkal sab se
khuśh ho gayā hai jo bhī milā hai
raṅg chamkīle sāre lagte hai
rāh meṅ bikhre tāreṅ lagte hai
phūl ab jyādā pyāre lagte hai
mahkī huī sī jaisī havā hai
dhyān ab apnā jyādā rakhtā hūṇ
sochtā hūṇ maiṅ kaisā lagtā hūṇ
āīnā ho to dekh letā hūṇ
kaise ye chehrā aisā khilā hai
ye naśhā jis meṅ dono rahte hai
ye lahar jis meṅ dono bahte hai
ho nā ho is ko pyār kahte hai
pyār milā to dil kho gayā hai