कोई रोको ना दीवाने को मन मचल रहा
कोई रोको ना दीवाने को
मन मचल रहा कुछ गाने को -2
ये भीगा-भीगा मौसम ये भीगी-भीगी राहें
चले दो हम राही बाँहों में डाले बाहें
तो फूलों ने खिल के कहा ये दिल से
हाँ दिन सुहाना मौसम सलोना
दामन से बाँढ लो प्यारा समाँ
कोई रोको ना …
उमर के सफ़र में जिसे जो यहाँ भाए
उसी के सपनों में ये मन रंग जाए
तो रंगों में प्रीत के रंगे रंगीला
गा ले तराना जो ये रसीला
अलबेला गीत वो भूले कहाँ
कोई रोको ना …
koī roko nā dīvāne ko
man machal rahā kuchh gāne ko -2
ye bhīgā-bhīgā mausam ye bhīgī-bhīgī rāheṅ
chale do ham rāhī bāṇhoṅ meṅ ḍāle bāheṅ
to phūloṅ ne khil ke kahā ye dil se
hāṇ din suhānā mausam salonā
dāman se bāṇḍh lo pyārā samāṇ
koī roko nā …
umar ke safar meṅ jise jo yahāṇ bhāe
usī ke sapnoṅ meṅ ye man raṅg jāe
to raṅgoṅ meṅ prīt ke raṅge raṅgīlā
gā le tarānā jo ye rasīlā
albelā gīt vo bhūle kahāṇ
koī roko nā …