Koee roko naa deevaane ko

कोई रोको ना दीवाने को
Work
Year
Language

कोई रोको ना दीवाने को
मन मचल रहा कुछ गाने को
यह भीगा भीगा मौसम, यह भीगी भीगी राहें
चले दो हमराही, बाहों में डाले बाहें
फूलों ने खिलके कहा यह दिल से
है दिन सुहाना, मौसम सलोना
दामन से बाँध लो प्यारा समां
उमर के सफ़र में, जिसे जो यहाँ भाये
उसी के सपनों में, यह मन रंग जाये
रंगों में भीग के रंगे रंगीला
गा ले तराना जो यह रसीला
अलबेला गीत वो भूले कहाँ

koī roko nā dīvāne ko
man machal rahā kuchh gāne ko
yah bhīgā bhīgā mausam, yah bhīgī bhīgī rāheṅ
chale do hamrāhī, bāhoṅ meṅ ḍāle bāheṅ
phūloṅ ne khilke kahā yah dil se
hai din suhānā, mausam salonā
dāman se bāṇdh lo pyārā samāṅ
umar ke safar meṅ, jise jo yahāṇ bhāye
usī ke sapnoṅ meṅ, yah man raṅg jāye
raṅgoṅ meṅ bhīg ke raṅge raṅgīlā
gā le tarānā jo yah rasīlā
albelā gīt vo bhūle kahāṇ