किसलिये मैंने प्यार किया, दिल को यूँ ही बेकरार किया
शाम सवेरे तेरी राह देखी, रात दिन इंतज़ार किया
आँखों में मैंने काजल ड़ाला, माथे पे बिंदिया लगाई
ऐसे में तू आ जाये तो क्या हो राम दुहाई
चुपके मन में अरमानों ने ली ऐसे अंगड़ाई
कोई देखे तो क्या समझे हो जाये रुसवाई
मैंने क्यों सिंगार किया, दिल को यूँ ही बेकरार किया
शाम सवेरे तेरी राह देखी, रात दिन इंतज़ार किया
आज वो दिन है जिसके लिये मैं तड़पी बनके राधा
आज मेरे मन की बेचैनी बढ़ गयी और ज्यादा
प्यार में धोखा ना खा जाये, ये मन सीधा साधा
ऐसा ना हो झूठा निकले, आज मिलन का वादा
मैंने क्यों ऐतबार किया, दिल को यूँ ही बेकरार किया
शाम सवेरे तेरी राह देखी, रात दिन इंतज़ार किया
किसलिये मैंने प्यार किया
Work
Year
Language
kisliye maiṅne pyār kiyā, dil ko yūṇ hī bekrār kiyā
śhām savere terī rāh dekhī, rāt din iṅtazār kiyā
āṇkhoṅ meṅ maiṅne kājal ṛālā, māthe pe biṅdiyā lagāī
aise meṅ tū ā jāye to kyā ho rām duhāī
chupke man meṅ armānoṅ ne lī aise aṅgaṛāī
koī dekhe to kyā samjhe ho jāye rusvāī
maiṅne kyoṅ siṅgār kiyā, dil ko yūṇ hī bekrār kiyā
śhām savere terī rāh dekhī, rāt din iṅtazār kiyā
āj vo din hai jiske liye maiṅ taṛpī banke rādhā
āj mere man kī bechainī baṛh gayī aur jyādā
pyār meṅ dhokhā nā khā jāye, ye man sīdhā sādhā
aisā nā ho jhūṭhā nikle, āj milan kā vādā
maiṅne kyoṅ aitbār kiyā, dil ko yūṇ hī bekrār kiyā
śhām savere terī rāh dekhī, rāt din iṅtazār kiyā