Title (Indic)तुम्हारी नज़रों में हम ने देखा WorkKal Ki Awaz Year1992 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Asha Bhosle Performer Kumar Sanu LyricsHindiतुम्हारी नज़रों में हम ने देखा अजब सी चाहत झलक रही हैं तुम्हारे होठों की सुर्खियों से - 2 वफ़ा की शबनम झलक रही हैं तुम्हारी नज़रों … अजब सी … हमारी सांसों को छू के देखो तुम्हारी खुशबू महक रही है क़सम खुदा की यक़ीं करलो कहीं भी ना होगा हुस्न ऐसा न देखो ऐसे झुका के पलकें - 2 हमारी नीयत बहक रही हैं तुम्हारी नज़रों … अजब सी … तुम्हारी उल्फ़त में जानेजाना हमें मिली थी जो एक धड़कन हमारे सीने में आज तक वो - 2 तुम्हारी धड़कन धड़क रही हैं तुम्हारी नज़रों … अजब सी … Englishtumhārī nazroṅ meṅ ham ne dekhā ajab sī chāhat jhalak rahī haiṅ tumhāre hoṭhoṅ kī surkhiyoṅ se - 2 vafā kī śhabnam jhalak rahī haiṅ tumhārī nazroṅ … ajab sī … hamārī sāṅsoṅ ko chhū ke dekho tumhārī khuśhbū mahak rahī hai qasam khudā kī yaqīṅ karlo kahīṅ bhī nā hogā husn aisā na dekho aise jhukā ke palkeṅ - 2 hamārī nīyat bahak rahī haiṅ tumhārī nazroṅ … ajab sī … tumhārī ulfat meṅ jānejānā hameṅ milī thī jo ek dhaṛkan hamāre sīne meṅ āj tak vo - 2 tumhārī dhaṛkan dhaṛak rahī haiṅ tumhārī nazroṅ … ajab sī …