Kal kee haseen mulaaqaat ke lie

कल की हसीं मुलाक़ात के लिए
Work
Year
Language

कल की हसीं मुलाक़ात के लिये, आज रात के लिये
हम तुम जुदा हो जाते हैं, अच्छा चलो सो जाते हैं
आप, नींद नहीं क्या आई
नींद मेरी आपने चुराई
मैं तो नहीं सोई, आधी रात होई
आपको हुआ क्या, खास वजह कोई
अकेले में हम घबरा गए
चले गए थे फिर आ गए
तो माफ करना इस बात के लिए, आज रात के लिए
हम तुम जुदा हो जाते हैं, अच्छा चलो सो जाते हैं
आप, अब है क्या मजबूरी
हाँ काम था एक ज़रूरी
लंबी लंबी रातें, छोटी मुलाकातें
भूल गया था मैं दो चार बातें
बातों से न दिल अपने भरे
आँखों में कई सपने भरे
तो सपनों की इस बारात के लिए, आज रात के लिए
हम तुम जुदा हो जाते हैं, अच्छा चलो सो जाते हैं
तो मैं आया आप जाते हैं
हम आपसे शरमाते हैं
मैं तो हूँ दीवाना, मैं ये नहीं जाना
हमसे शर्म का क्या है बहाना
देखो पहेले हम थे अजनबी
हो गई मगर अब दोस्ती
बदले हुए हालत के लिए, आज रात के लिए
हम तुम जुदा हो जाते हैं, अच्छा चलो सो जाते हैं

kal kī hasīṅ mulāqāt ke liye, āj rāt ke liye
ham tum judā ho jāte haiṅ, achchhā chalo so jāte haiṅ
āp, nīṅd nahīṅ kyā āī
nīṅd merī āpne churāī
maiṅ to nahīṅ soī, ādhī rāt hoī
āpko huā kyā, khās vajah koī
akele meṅ ham ghabrā gae
chale gae the phir ā gae
to māph karnā is bāt ke lie, āj rāt ke lie
ham tum judā ho jāte haiṅ, achchhā chalo so jāte haiṅ
āp, ab hai kyā majbūrī
hāṇ kām thā ek zarūrī
laṅbī laṅbī rāteṅ, chhoṭī mulākāteṅ
bhūl gayā thā maiṅ do chār bāteṅ
bātoṅ se na dil apne bhare
āṇkhoṅ meṅ kaī sapne bhare
to sapnoṅ kī is bārāt ke lie, āj rāt ke lie
ham tum judā ho jāte haiṅ, achchhā chalo so jāte haiṅ
to maiṅ āyā āp jāte haiṅ
ham āpse śharmāte haiṅ
maiṅ to hūṇ dīvānā, maiṅ ye nahīṅ jānā
hamse śharm kā kyā hai bahānā
dekho pahele ham the ajanbī
ho gaī magar ab dostī
badle hue hālat ke lie, āj rāt ke lie
ham tum judā ho jāte haiṅ, achchhā chalo so jāte haiṅ