Kahin Pe Nigaahen Kahin Pe Nishaana

कहीं पे निगाहें कहीं पे निशाना
Work
Year
Language

कहीं पे निगाहें कहीं पे निशाना -2
जीने दो ज़ालिम बनाओ न दीवाना
कहीं पे निगाहें कहीं पे निशाना -2

कोई न जाने इरादे हैं किधर के -2
मार न देना तीर नज़र का किसी के जिगर पे -2
नाज़ुक ये दिल है बचाना ओ बचाना
कहीं पे निगाहें कहीं पे निशाना -2

तौबा जी तौबा निगाहों का मचलना -2
देख-भाल के ऐ दिलवालों पहलू बदलना -2
क़ाफ़िर अदा की अदा है मस्ताना
कहीं पे निगाहें कहीं पे निशाना -2

ज़ख़्मी हैं तेरे जायें तो कहाँ जायें -2
तेरे तीर के मारे हुये देते हैं सदायें -2
कर दो जी घायल तुम्हारा है ज़माना
कहीं पे निगाहें कहीं पे निशाना -2

आया शिकारी ओ पन्छी तू सम्भल जा -2
देख जाल है ज़ुल्फ़ों का तू चुपके से निकल जा -2
उड़ जा ओ पन्छी शिकारी है दीवाना
कहीं पे निगाहें कहीं पे निशाना -2

kahīṅ pe nigāheṅ kahīṅ pe niśhānā -2
jīne do zālim banāo na dīvānā
kahīṅ pe nigāheṅ kahīṅ pe niśhānā -2

koī na jāne irāde haiṅ kidhar ke -2
mār na denā tīr nazar kā kisī ke jigar pe -2
nāzuk ye dil hai bachānā o bachānā
kahīṅ pe nigāheṅ kahīṅ pe niśhānā -2

taubā jī taubā nigāhoṅ kā machalnā -2
dekh-bhāl ke ai dilvāloṅ pahlū badalnā -2
qāfir adā kī adā hai mastānā
kahīṅ pe nigāheṅ kahīṅ pe niśhānā -2

zakhmī haiṅ tere jāyeṅ to kahāṇ jāyeṅ -2
tere tīr ke māre huye dete haiṅ sadāyeṅ -2
kar do jī ghāyal tumhārā hai zamānā
kahīṅ pe nigāheṅ kahīṅ pe niśhānā -2

āyā śhikārī o panchhī tū sambhal jā -2
dekh jāl hai zulfoṅ kā tū chupke se nikal jā -2
uṛ jā o panchhī śhikārī hai dīvānā
kahīṅ pe nigāheṅ kahīṅ pe niśhānā -2