कामोश क्यूँ खड़ा है सुख़न-जान बात कर्
ख़ामोश क्यूँ खड़ा है सुख़न-जान बात कर
मर जायेगा वगरना मेरी मान बात कर
किसने कहा के बात का मतलब भी हो कोई
इस दौर की यही तो है पहचान बात कर
चुप चाप हार मानना मन्सब नहीं तेरा
तुझ शान के नहीं है ये शायान बात कर
क्यूँ आँख तेरी नम है तेरी अपनी हँसी पर
दिल किसने कर दिया तेरा वीरान बात कर
'शहज़ाद्' है ख़िज़ाँ तो बहारों का ज़िक्र ला
बतला तो क्या है फूल का फ़रमान बात कर्
khāmośh kyūṇ khaṛā hai sukhan-jān bāt kar
mar jāyegā vagarnā merī mān bāt kar
kisne kahā ke bāt kā matalab bhī ho koī
is daur kī yahī to hai pahchān bāt kar
chup chāp hār mānnā mansab nahīṅ terā
tujh śhān ke nahīṅ hai ye śhāyān bāt kar
kyūṇ āṇkh terī nam hai terī apnī hṇsī par
dil kisne kar diyā terā vīrān bāt kar
'śhahazād' hai khizāṇ to bahāroṅ kā zikra lā
batlā to kyā hai phūl kā farmān bāt kar