Jis dil men basaa thaa pyaar teraa

जिस दिल में बसा था प्यार तेरा
Work
Year
Language

जिस दिल में बसा था प्यार तेरा
उस दिलको कभी का तोड़ दिया
बदनाम ना होने देंगे तुझे
तेरा नाम ही लेना छोड़ दिया
तू औरोंका कोई और तेरा
दुनिया में हम क्यों जिन्दा हैं
हम बनकर क्यों दीवार रहे
ये सोचके हम शर्मिंदा हैं
दर कोई और खुले ना खुले
तेरी राहों को हमने छोड़ दिया
हम प्यार में थे नादान बहोत
कुछ करना था कुछ कर बैठे
वो फूल था और के जुड़े का
हम जिससे दामन भर बैठे
हमने खुद अपनी बहारों का
विरानों से रिश्ता जोड़ दिया

jis dil meṅ basā thā pyār terā
us dilko kabhī kā toṛ diyā
badnām nā hone deṅge tujhe
terā nām hī lenā chhoṛ diyā
tū auroṅkā koī aur terā
duniyā meṅ ham kyoṅ jindā haiṅ
ham bankar kyoṅ dīvār rahe
ye sochke ham śharmiṅdā haiṅ
dar koī aur khule nā khule
terī rāhoṅ ko hamne chhoṛ diyā
ham pyār meṅ the nādān bahot
kuchh karnā thā kuchh kar baiṭhe
vo phūl thā aur ke juṛe kā
ham jisse dāman bhar baiṭhe
hamne khud apnī bahāroṅ kā
virānoṅ se riśhtā joṛ diyā