होंठों पे सच्चाई रहती है जहाँ दिल में सफ़ाई रहती है
(होठों पे सच्चाई रहती है
जहाँ दिल में सफ़ाई रहती है
हम उस देश के वासी हैं, हम उस देश के वासी हैं
जिस देश में गंगा बहती है ) - 2
(मेहमां जो हमारा होता है
वो जान से प्यारा होता है ) - 2
ज़्यादा की नहीं लालच हमको
थोड़े मे गुज़ारा होता है - 2
बच्चों के लिये जो धरती माँ
सदियों से सभी कुछ सहती है
हम उस देश के वासी हैं, हम उस देश के वासी हैं
जिस देश में गंगा बहती है
(कुछ लोग जो ज़्यादा जानते हैं
इन्सान को कम पहचानते हैं ) - 2
ये पूरब है पूरबवाले
हर जान की कीमत जानते हैं - 2
मिल जुल के रहो और प्यार करो
एक चीज़ यही जो रहती है
हम उस देश के वासी हैं, हम उस देश के वासी हैं
जिस देश में गंगा बहती है
(जो जिससे मिला सिखा हमने
गैरों को भी अपनाया हमने ) - 2
मतलब के लिये अन्धे होकर
रोटी को नही पूजा हमने - 2
अब हम तो क्या सारी दुनिया
सारी दुनिया से कहती है
हम उस देश के वासी हैं, हम उस देश के वासी हैं
जिस देश में गंगा बहती है
होठों पे सच्चाई रहती है
जहां दिल में सफ़ाई रहती है
हम उस देश के वासी हैं, हम उस देश के वासी हैं
जिस देश में गंगा बहती है
(hoṭhoṅ pe sachchāī rahtī hai
jahāṇ dil meṅ safāī rahtī hai
ham us deśh ke vāsī haiṅ, ham us deśh ke vāsī haiṅ
jis deśh meṅ gaṅgā bahtī hai ) - 2
(mehmāṅ jo hamārā hotā hai
vo jān se pyārā hotā hai ) - 2
zyādā kī nahīṅ lālach hamko
thoṛe me guzārā hotā hai - 2
bachchoṅ ke liye jo dhartī māṇ
sadiyoṅ se sabhī kuchh sahtī hai
ham us deśh ke vāsī haiṅ, ham us deśh ke vāsī haiṅ
jis deśh meṅ gaṅgā bahtī hai
(kuchh log jo zyādā jānte haiṅ
insān ko kam pahchānte haiṅ ) - 2
ye pūrab hai pūrabvāle
har jān kī kīmat jānte haiṅ - 2
mil jul ke raho aur pyār karo
ek chīz yahī jo rahtī hai
ham us deśh ke vāsī haiṅ, ham us deśh ke vāsī haiṅ
jis deśh meṅ gaṅgā bahtī hai
(jo jisse milā sikhā hamne
gairoṅ ko bhī apnāyā hamne ) - 2
matalab ke liye andhe hokar
roṭī ko nahī pūjā hamne - 2
ab ham to kyā sārī duniyā
sārī duniyā se kahtī hai
ham us deśh ke vāsī haiṅ, ham us deśh ke vāsī haiṅ
jis deśh meṅ gaṅgā bahtī hai
hoṭhoṅ pe sachchāī rahtī hai
jahāṅ dil meṅ safāī rahtī hai
ham us deśh ke vāsī haiṅ, ham us deśh ke vāsī haiṅ
jis deśh meṅ gaṅgā bahtī hai