झिर झिर बरसे सावनी अँखिया
सावरीया घर आ
तेरे संग सब रंग बसंती तुझ बिन सब सुखा
सावरीया घर आ
रेशमी बूँदिया तन पे मारे
छेड़ करे भीगी बौछारें
मानत ना जियरा
बावरी बिरहन तल ना पाये
पल बीते जैसे जुग जाये
कैसे कटे बिरहा
झिर झिर बरसे सावनी अँखिया
Work
Year
Language
jhir jhir barse sāvnī aṇkhiyā
sāvrīyā ghar ā
tere saṅg sab raṅg basaṅtī tujh bin sab sukhā
sāvrīyā ghar ā
reśhmī būṇdiyā tan pe māre
chheṛ kare bhīgī bauchhāreṅ
mānat nā jiyrā
bāvrī birahan tal nā pāye
pal bīte jaise jug jāye
kaise kaṭe birhā