जीवन क्या है चलता फिरता एक खिलौना है
जीवन क्या है चलता फिरता एक खिलौना है
दो आँखों ने एक से हँसना, एक से रोना है
जो जी चाहे वो मिल जाये, कब ऐसा होता है
हर जीवन जीवन जीने का समझौता होता है
अब तक जो होता आया है वो ही होना है
रात अँधेरी, भोर सुनहरी, यही जमाना है
हर चादर में दुःख का ताना, सुख का बाना है
आती सांस को पाना, जाती सांस को खोना है
jīvan kyā hai chaltā phirtā ek khilaunā hai
do āṇkhoṅ ne ek se hṇsnā, ek se ronā hai
jo jī chāhe vo mil jāye, kab aisā hotā hai
har jīvan jīvan jīne kā samjhautā hotā hai
ab tak jo hotā āyā hai vo hī honā hai
rāt aṇdherī, bhor sunahrī, yahī jamānā hai
har chādar meṅ duḥakh kā tānā, sukh kā bānā hai
ātī sāṅs ko pānā, jātī sāṅs ko khonā hai