Jeevan ke din chhote sahee ham bhee bade dilvaale

जीवन के दिन छोटे सही हम भी बडे दिलवाले
Year
Language

जीवन के दिन छोटे सही, हम भी बड़े दिलवाले
कल की हमे फुरसत कहाँ, सोचे जो हम मतवाले

जीने का रंगीन मौसम, ये खूबसुरत जमाना
अपने यही चार पल हैं, आगे है क्या किसने जाना
जीना जिसे आता है वो इन में ही मौज मना ले

ये जिंदगी दर्द भी है, ये जिंदगी है दवां भी
दिल तोड़ना ही न जाने, जाने ये दिल जोड़ना भी
इस जिंदगी का शुक्रिया, सदके मैं उपरवाले

jīvan ke din chhoṭe sahī, ham bhī baṛe dilvāle
kal kī hame phurasat kahāṇ, soche jo ham matvāle

jīne kā raṅgīn mausam, ye khūbsurat jamānā
apne yahī chār pal haiṅ, āge hai kyā kisne jānā
jīnā jise ātā hai vo in meṅ hī mauj manā le

ye jiṅdgī dard bhī hai, ye jiṅdgī hai davāṅ bhī
dil toṛnā hī na jāne, jāne ye dil joṛnā bhī
is jiṅdgī kā śhukriyā, sadke maiṅ uparvāle