Jab jab too mere saamne aaye

जब जब तू मेरे सामने आये
Year
Language

जब जब तू मेरे सामने आये
मन का संयम टुटा जाये
बिखरी अलकें, झुकीं झुकीं पलके
आँचल में ये रूप छुपाये
ऐसे आये छुई मुई-सी
नज़र से छु लूँ तो कुमलाये
कंचन सा तन, कलियों सा मन
अंग अंग अमृत छलकाए
जाता बचपन आता यौवन
जाने कैसी प्यास जगाये
सच हो अपने मिलन के सपने
सिंदूरी वो रात भी आये
तू मेरे आँगन झूमे जैसे
नदिया सागर में लहराये

jab jab tū mere sāmne āye
man kā saṅyam ṭuṭā jāye
bikhrī alkeṅ, jhukīṅ jhukīṅ palke
āṇchal meṅ ye rūp chhupāye
aise āye chhuī muī-sī
nazar se chhu lūṇ to kumlāye
kaṅchan sā tan, kaliyoṅ sā man
aṅg aṅg amṛt chhalkāe
jātā bachapan ātā yauvan
jāne kaisī pyās jagāye
sach ho apne milan ke sapne
siṅdūrī vo rāt bhī āye
tū mere āṇgan jhūme jaise
nadiyā sāgar meṅ lahrāye