जाने क्यूँ मैं तुझको दिन रात सोचता हूँ
आहा ला ला
जाने क्यूँ मैं तुझको दिन रात सोचता हूँ
जाने क्यूँ मैं तेरी हर बात सोचता हूँ
ये पागलपन है या प्यार है
ये कैसा मुझपे खुमार है
हर पल हो तुझसे मेरी मुलाक़ात सोचता हूँ
जाने क्यूँ मैं तुझको …
तेरे ख्यालों में खोए रहना मेरा काम अब यही है
ये जान ले तू कि पागल दिल का पैगाम अब यही है
हो जाए शायद कोई करामात सोचता हूँ
जाने क्यूँ मैं तुझको …
मिलने को अक्सर मिले तू मुझमें फिर भी हैं फ़ासले क्यूं
दिल की लगी ने बनाए हैं ये बेनाम सिलसिले क्यूं
बदलेंगे कैसे अब ये हालात सोचता हूँ
जाने क्यूँ मैं तुझको …
āhā lā lā
jāne kyūṇ maiṅ tujhko din rāt sochtā hūṇ
jāne kyūṇ maiṅ terī har bāt sochtā hūṇ
ye pāgalpan hai yā pyār hai
ye kaisā mujhpe khumār hai
har pal ho tujhse merī mulāqāt sochtā hūṇ
jāne kyūṇ maiṅ tujhko …
tere khyāloṅ meṅ khoe rahnā merā kām ab yahī hai
ye jān le tū ki pāgal dil kā paigām ab yahī hai
ho jāe śhāyad koī karāmāt sochtā hūṇ
jāne kyūṇ maiṅ tujhko …
milne ko aksar mile tū mujhmeṅ phir bhī haiṅ fāsle kyūṅ
dil kī lagī ne banāe haiṅ ye benām silsile kyūṅ
badleṅge kaise ab ye hālāt sochtā hūṇ
jāne kyūṇ maiṅ tujhko …