ai niṅbūṛā ai niṅbūṛā
o dhinak dhinak dhin dhinnā
niṅbūṛā niṅbūṛā niṅbūṛā
are kachchā kachchā chhoṭā chhoṭā niṅbūṛā lāī do
are lāī do lāī do lāī do
nīṅbū lāī do
jā khet se hariyālā niṅbūṛā lāī do
niṅbūṛā niṅbūṛā nīṅbū
niṅbūṛā niṅbūṛā niṅbūṛā
niṅbūṛā niṅbūṛā …
dīvānoṅ kī burī nazar se sunnā ho to sun lo
are khaṭṭo khaṭṭo nīṅbū tez chhurī se sar pe kāṭo
phir chhoṭā chhoṭā niṅbūṛā kyā jādū karegā dekho
ke burī nazar vo khaṭṭī hoegī
phir chauraste pe vo utar giregī
to lāī do lāī do …
ittā sā hai par hai to rasīlā niṅbūṛā
chaṭkhārā baṛā detā hai chhabīlā niṅbūṛā
iskī khuśhbūoṅ se hī lalchā jātā hai ye man
rakhe jubān par to bas āī lār
lekin chāhat meṅ sajnā sajnī ko lagtī hai
ik dūje kī nazar
tab unmeṅ aksar hotī hai mīṭhī taqrār
niṅbūṛā bole hai yahī pyār
hurr to lāī do lāī do …
merī sonī saheliyoṅ jā ke zarā lāī do chhoṭā niṅbūṛā