है आग हमारे सीने में ... हम भी हैं
मन्ना: है आग हमारे सीने में हम आग से खेलते आते हैं
को: होय-होय
मन्ना: टकराते हैं जो इस ताक़त से वो मिट्टी में मिल जाते हैं
को: होय-होय
मु: तुमसे तो पतंगा अच्छा है जो हँसते हुए जल जाता है
गी: ओय होय होय होय
मु: वो प्यार में मिट तो जाता है ( पर नाम अमर कर जाता है ) -2
को: हम भी हैं तुम भी हो दोनो हैं आमने-सामने
देख लो क्या असर कर दिया प्यार के नाम ने
महे: हम गाते-गरजते सागर हैं कोई हमको बाँध नहीं पाया
को: होय-होय
महे: होय हम मौज में जब भी लहराएँ सारा जग डर से थर्राया
को: होय-होय
मु: हम छोटी सी वो बूँद सही है सीप ने जिसको अपनाया
गी: ओय होय होय होय
मु: खारा पानी कोई पी न सका ( इक प्यार का मोती काम आया ) -2
को: हम भी हैं …
गी: किस फूल पे मरती है दुनिया है कौन सा फल सबसे मीठा
को: ओय होय-होय
गी: नैना से नैना जो टकराए तो कौन हारा और कौन जीता
मु: ये दिल का कमल सबसे सुन्दर मेहनत का फल सबसे मीठा
को: ओय होय-होय
मु: इस प्यार की बाज़ी में हँस कर ( जो दिल हारा वो सब जीता ) -2
गी: ओय होय-होय
को: हम भी हैं …
मन्ना: इतना सा है दिल इतना सा जिगर क्या बात बड़ी करने आए
को: होय-होय
मन्ना: क्या पैदा होगी आग अगर पत्थर से न पत्थर टकराए
को: होय-होय
मु: नन्हा सा ये दिल आँखों में न हो तो पल में अँधेरा हो जाए
को: होय-होय
ल: इतना सा ये दिल तू दे-दे अगर ( सारा जग तेरा हो जाए ) -2
को: हम भी हैं …
ल: देख लो क्या असर …
को: हम भी हैं …
ल: जाने कैसी ये मौजें अन्जानीं
दिल में आई जैसे याद पुरानी
हो याद पुरानी
मु: ले लिया दिल मेरा आज की रंग भरी शाम ने
को: हम भी हैं …
मु: तूने मुझको समझा था बेगाना
लेकिन तुझको मैने ही पहचाना
हाय पहचाना
ल: मिल गईं मंज़िलें राह सी खुल गई सामने
को: हम भी हैं …
ल: तू जो कह दे मैं तेरी हो जाऊँ
खोई-खोई आँखों में खो जाऊँ
मु: तुमने ये क्या किया लोग दिल को लगे थामने
ल: देख लो क्या असर …
को: हम भी हैं …
mannā: hai āg hamāre sīne meṅ ham āg se khelte āte haiṅ
ko: hoy-hoy
mannā: ṭakrāte haiṅ jo is tāqat se vo miṭṭī meṅ mil jāte haiṅ
ko: hoy-hoy
mu: tumse to pataṅgā achchhā hai jo hṇste hue jal jātā hai
gī: oy hoy hoy hoy
mu: vo pyār meṅ miṭ to jātā hai ( par nām amar kar jātā hai ) -2
ko: ham bhī haiṅ tum bhī ho dono haiṅ āmne-sāmne
dekh lo kyā asar kar diyā pyār ke nām ne
mahe: ham gāte-garajte sāgar haiṅ koī hamko bāṇdh nahīṅ pāyā
ko: hoy-hoy
mahe: hoy ham mauj meṅ jab bhī lahrāeṇ sārā jag ḍar se tharrāyā
ko: hoy-hoy
mu: ham chhoṭī sī vo būṇd sahī hai sīp ne jisko apnāyā
gī: oy hoy hoy hoy
mu: khārā pānī koī pī na sakā ( ik pyār kā motī kām āyā ) -2
ko: ham bhī haiṅ …
gī: kis phūl pe martī hai duniyā hai kaun sā phal sabse mīṭhā
ko: oy hoy-hoy
gī: nainā se nainā jo ṭakrāe to kaun hārā aur kaun jītā
mu: ye dil kā kamal sabse sundar mehnat kā phal sabse mīṭhā
ko: oy hoy-hoy
mu: is pyār kī bāzī meṅ hṇs kar ( jo dil hārā vo sab jītā ) -2
gī: oy hoy-hoy
ko: ham bhī haiṅ …
mannā: itnā sā hai dil itnā sā jigar kyā bāt baṛī karne āe
ko: hoy-hoy
mannā: kyā paidā hogī āg agar patthar se na patthar ṭakrāe
ko: hoy-hoy
mu: nanhā sā ye dil āṇkhoṅ meṅ na ho to pal meṅ aṇdherā ho jāe
ko: hoy-hoy
la: itnā sā ye dil tū de-de agar ( sārā jag terā ho jāe ) -2
ko: ham bhī haiṅ …
la: dekh lo kyā asar …
ko: ham bhī haiṅ …
la: jāne kaisī ye maujeṅ anjānīṅ
dil meṅ āī jaise yād purānī
ho yād purānī
mu: le liyā dil merā āj kī raṅg bharī śhām ne
ko: ham bhī haiṅ …
mu: tūne mujhko samjhā thā begānā
lekin tujhko maine hī pahchānā
hāy pahchānā
la: mil gaīṅ maṅzileṅ rāh sī khul gaī sāmne
ko: ham bhī haiṅ …
la: tū jo kah de maiṅ terī ho jāūṇ
khoī-khoī āṇkhoṅ meṅ kho jāūṇ
mu: tumne ye kyā kiyā log dil ko lage thāmne
la: dekh lo kyā asar …
ko: ham bhī haiṅ …