हो मैने प्यार किया ओय होय क्या जुर्म किया
ल: हो मैने प्यार किया ओय होय क्या जुर्म किया -2
( इन आँखों का रंग हो गया गुलाबी-गुलाबी
हाय हाय हाय दिल की हालत शराबी-शराबी ) -2
हो मैने प्यार किया …
थर-थर मन मेरा काँपे आँख मेरी शरमाए
ओ गोरे-गोरे तन पर आज पसीना आए
हाय कहाँ तक दिल संभालूँ
तीर सा चुभा कैसे निकालूँ होय
हो बढ़ गई और दिल की बेताबी-बेताबी
को: हाय हाय हाय दिल की हालत …
ल: हो मैने प्यार …
ल: जब-जब उनको देखूँ आने लगे अंगड़ाई
को: जब-जब उनको देखूँ आने लगे अंगड़ाई
ल: धीरे-धीरे आख़िर बंद कली मुस्काई
को: धीरे-धीरे आख़िर बंद कली मुस्काई
ल: हाय करूँ क्या होश नहीं है
हम कहीं और दिल कहीं है होय
हो बन-बन डोले उमरिया शबाबी-शबाबी
को: हाय हाय हाय दिल की हालत …
ल: हो मैने प्यार …
क्या हैं खताएँ मेरी आज कोई बतलाए
हो कौन से दिल को तोड़ा कौन से दिल तड़पाए
प्यार किया है प्यार को जानूँ
और कोई इन्साफ़ ना मानूँ होय
हो प्यार की हर अदा लाजवाबी-लाजवाबी
को: हाय हाय हाय दिल की हालत …
ल: हो मैने प्यार …
la: ho maine pyār kiyā oy hoy kyā jurm kiyā -2
( in āṇkhoṅ kā raṅg ho gayā gulābī-gulābī
hāy hāy hāy dil kī hālat śharābī-śharābī ) -2
ho maine pyār kiyā …
thar-thar man merā kāṇpe āṇkh merī śharmāe
o gore-gore tan par āj pasīnā āe
hāy kahāṇ tak dil saṅbhālūṇ
tīr sā chubhā kaise nikālūṇ hoy
ho baṛh gaī aur dil kī betābī-betābī
ko: hāy hāy hāy dil kī hālat …
la: ho maine pyār …
la: jab-jab unko dekhūṇ āne lage aṅgaṛāī
ko: jab-jab unko dekhūṇ āne lage aṅgaṛāī
la: dhīre-dhīre ākhir baṅd kalī muskāī
ko: dhīre-dhīre ākhir baṅd kalī muskāī
la: hāy karūṇ kyā hośh nahīṅ hai
ham kahīṅ aur dil kahīṅ hai hoy
ho ban-ban ḍole umriyā śhabābī-śhabābī
ko: hāy hāy hāy dil kī hālat …
la: ho maine pyār …
kyā haiṅ khatāeṇ merī āj koī batlāe
ho kaun se dil ko toṛā kaun se dil taṛpāe
pyār kiyā hai pyār ko jānūṇ
aur koī insāf nā mānūṇ hoy
ho pyār kī har adā lājvābī-lājvābī
ko: hāy hāy hāy dil kī hālat …
la: ho maine pyār …