हमने जो देखे सपने सच हो गये वो अपने
ओ मेरे साजना दिन आ गये हैं प्यार के
मेरे साजना दिन आ गये करार के
ऐसे ही सदा सजधज के मेरी आँखों मे रहो जवां तुम
मैं छाया बनके साथ चलूँ, मुझे ले चलो जहाँ तुम
हमने जो देखे सपने, सच हो गये वो अपने
ओ मेरे साजना
हम जनम जनम के साथी हैं पूजा है प्रीत हमारी
इस जनम भी तुमको पा ही लिया मैं हो गयी तुम्हारी
हमने जो देखे सपने सच हो गये वो अपने
ओ मेरे साजना दिन आ गये हैं प्यार के
मेरे साजना दिन आ गये करार के
हमने जो देखे सपने सच हो गये वो अपने
Work
Year
Language
hamne jo dekhe sapne sach ho gaye vo apne
o mere sājnā din ā gaye haiṅ pyār ke
mere sājnā din ā gaye karār ke
aise hī sadā sajadhaj ke merī āṇkhoṅ me raho javāṅ tum
maiṅ chhāyā banke sāth chalūṇ, mujhe le chalo jahāṇ tum
hamne jo dekhe sapne, sach ho gaye vo apne
o mere sājnā
ham janam janam ke sāthī haiṅ pūjā hai prīt hamārī
is janam bhī tumko pā hī liyā maiṅ ho gayī tumhārī
hamne jo dekhe sapne sach ho gaye vo apne
o mere sājnā din ā gaye haiṅ pyār ke
mere sājnā din ā gaye karār ke