Ham tum se judaa ho ke, mar jaayenge ro ro ke

हम तुम से जुदा हो के, मर जायेंगे रो रो के
Year
Language

हम तुम से जुदा हो के, मर जायेंगे रो रो के

दुनिया बड़ी जालिम है, दिल तोड़ के हँसती है
एक मौज किनारे से मिलने को तरसती है
कह दो ना कोई रोके

सोचा था कभी दो दिल मिलकर ना जुदा होंगे
मालूम न था हम यूँ नाकाम-ए-वफ़ा होंगे
किस्मत ने दिये धोखे

वादे नहीं भूलेंगे, कस्में नहीं तोड़ेंगे
ये तय है के हम दोनो, मिलना नहीं छोड़ेंगे
जो रोक सके रोके

ham tum se judā ho ke, mar jāyeṅge ro ro ke

duniyā baṛī jālim hai, dil toṛ ke hṇstī hai
ek mauj kināre se milne ko tarastī hai
kah do nā koī roke

sochā thā kabhī do dil milkar nā judā hoṅge
mālūm na thā ham yūṇ nākām-e-vafā hoṅge
kismat ne diye dhokhe

vāde nahīṅ bhūleṅge, kasmeṅ nahīṅ toṛeṅge
ye tay hai ke ham dono, milnā nahīṅ chhoṛeṅge
jo rok sake roke