Ham naa samjhe the baat itnee see

हम ना समझे थे बात इतनी सी
Work
Year
Language

हम ना समझे थे बात इतनी सी
ख्वाब शीशे के दुनिया पत्थर की
आरज़ू हमने की तो हम पाये
रोशनी साथ लाई थी साये
साये गहरे थे, रोशनी हल्की
सिर्फ़ वीरानी, सिर्फ़ तनहाई
जिंदगी हम को ये कहाँ लाई
खो गयी हम से राह मंज़िल की
क्या कोई बेचे, क्या कोई बाँटे
अपने दामन में सिर्फ़ हैं काँटे
और दुकानें हैं सिर्फ़ फूलों की

ham nā samjhe the bāt itnī sī
khvāb śhīśhe ke duniyā patthar kī
ārazū hamne kī to ham pāye
rośhnī sāth lāī thī sāye
sāye gahre the, rośhnī halkī
sirf vīrānī, sirf tanhāī
jiṅdgī ham ko ye kahāṇ lāī
kho gayī ham se rāh maṅzil kī
kyā koī beche, kyā koī bāṇṭe
apne dāman meṅ sirf haiṅ kāṇṭe
aur dukāneṅ haiṅ sirf phūloṅ kī