हम तो चले परदेस, हम परदेसी हो गए
ओ, रामा हो.....
हम तो चले परदेस, हम परदेसी हो गये
छूटा अपना देस हम परदेसी हो गये
ये गलियाँ, पथ, पनघट, ये मंदीर बरसों पुराना
कल तक ये सब अपना था, अब लगता है बेगाना
बदला जग ने भेस हम परदेसी हो गये
ए पंछी हम किस्मत के मारों को भूल ना जाना
आते जाते खैर खबर सब लोगों की दे जाना
ले जाना संदेस हम परदेसी हो गये
o, rāmā ho.....
ham to chale pardes, ham pardesī ho gaye
chhūṭā apnā des ham pardesī ho gaye
ye galiyāṇ, path, panghaṭ, ye maṅdīr barsoṅ purānā
kal tak ye sab apnā thā, ab lagtā hai begānā
badlā jag ne bhes ham pardesī ho gaye
e paṅchhī ham kismat ke māroṅ ko bhūl nā jānā
āte jāte khair khabar sab logoṅ kī de jānā
le jānā saṅdes ham pardesī ho gaye