हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
वक़्त के शाख़ से लम्हें नहीं तोड़ा करते
जिसकी आवाज में सिलवट ही निगाहों में शिकन
ऐसी तस्वीर के टुकड़े नहीं जोड़ा करते
शहद जीने का मिला करता है थोडा थोडा
जानेवालों के लिए दिल नहीं तोड़ा करते
लग के साहिल से जो बहता है उसे बहने दो
ऐसे दरिया का कभी रुख नहीं मोड़ा करते
hāth chhūṭe bhī to riśhte nahīṅ chhoṛā karte
vaqt ke śhākh se lamheṅ nahīṅ toṛā karte
jiskī āvāj meṅ silavaṭ hī nigāhoṅ meṅ śhikan
aisī tasvīr ke ṭukaṛe nahīṅ joṛā karte
śhahad jīne kā milā kartā hai thoḍā thoḍā
jānevāloṅ ke lie dil nahīṅ toṛā karte
lag ke sāhil se jo bahtā hai use bahne do
aise dariyā kā kabhī rukh nahīṅ moṛā karte