Goonche lage hain kahne, phoolon se bhee sunaa hai taraanaa pyaar kaa

गूँचे लगे हैं कहने, फूलों से भी सुना है तराना प्यार का
Work
Year
Language

गूंचे लगे हैं कहने, फूलों से भी सुना है तराना प्यार का
कहता है दिल आ के मिल, ओ मेरी जिंदगी
तनहा ना बीत जाये दिन बहार का

अभी अभी एक हवा का झोंका याद तेरी ले आया
याद के साजों पर दिल ने एक प्रीत का गीत सुनाया
ओ मेरी दिलरुबा सुन ले ज़रा, कहता है दिल तुझ से ये क्या अफ़साना

दिलबर मेरे दिल में क्या है तू जो इसे सुन लेती
मेरे संग जीवन के कितने सपने तू बुन लेती
ओ मेरी दिलरुबा तू बन शमा, और देख जा जलता हुआ परवाना

gūṅche lage haiṅ kahne, phūloṅ se bhī sunā hai tarānā pyār kā
kahtā hai dil ā ke mil, o merī jiṅdgī
tanhā nā bīt jāye din bahār kā

abhī abhī ek havā kā jhoṅkā yād terī le āyā
yād ke sājoṅ par dil ne ek prīt kā gīt sunāyā
o merī dilrubā sun le zarā, kahtā hai dil tujh se ye kyā afsānā

dilbar mere dil meṅ kyā hai tū jo ise sun letī
mere saṅg jīvan ke kitne sapne tū bun letī
o merī dilrubā tū ban śhamā, aur dekh jā jaltā huā parvānā