Aajaa maahiyaa aa dhoop maloon main

आजा माहिया आ धूप मलूँ मैं
Work
Year
Language

माही रे माही माही रे
आजा माही मेरे आजा माही मेरे आजा माही मेरे आ
आ धूप मलूँ मैं तेरे हाथों में
आ सजदा करूं मैं तेरे हाथों में
ओ सुबह की मेहंदी छलक रही है आजा
आजा माहिया आजा आजा माहिया हो आजा माहिया

आहिस्ता पुकारो सब सुन लेंगे
बस लबों से छू लो लब सुन लेंगे
आ आँख भी कल से फड़क रही है आजा
आजा माहिया …

इक नूर से आँखें चौंक गईं देखा जो तुझे आईने में
कोई नूर किरन होगी वो भी जो चुभने लगी है सीने में
आजा माहिया …

लाल हो जब ये शाम किनारा ओढ़ा लेना सर पे सारा
चल रोक ले सूरज छुप जाएगा
पानी में गिर के बुझ जाएगा
आजा माहिया …

māhī re māhī māhī re
ājā māhī mere ājā māhī mere ājā māhī mere ā
ā dhūp malūṇ maiṅ tere hāthoṅ meṅ
ā sajdā karūṅ maiṅ tere hāthoṅ meṅ
o subah kī mehaṅdī chhalak rahī hai ājā
ājā māhiyā ājā ājā māhiyā ho ājā māhiyā

āhistā pukāro sab sun leṅge
bas laboṅ se chhū lo lab sun leṅge
ā āṇkh bhī kal se phaṛak rahī hai ājā
ājā māhiyā …

ik nūr se āṇkheṅ chauṅk gaīṅ dekhā jo tujhe āīne meṅ
koī nūr kiran hogī vo bhī jo chubhne lagī hai sīne meṅ
ājā māhiyā …

lāl ho jab ye śhām kinārā oṛhā lenā sar pe sārā
chal rok le sūraj chhup jāegā
pānī meṅ gir ke bujh jāegā
ājā māhiyā …