एक तू ना मिला, सारी दुनिया मिले भी तो क्या है
एक तू ना मिला, सारी दुनिया मिले भी तो क्या है
मेरा दिल ना खिला, सारी बगिया खिले भी तो क्या है
धरती हूँ मैं और तू है गगन, होगा कहाँ तेरा मेरा मिलन
लाख पहरे यहाँ, प्यार दिल में पले भी तो क्या है
तकदीर की मैं कोई भूल हूँ, डाली से बिछड़ा हुआ फूल हूँ
साथ तेरा नहीं, संग दुनिया चले भी तो क्या है
तुझ से लिपटकर जो रो लेते हम, आँसू नहीं थे ये मोती से कम
तेरा दामन नहीं, ये आँसू ढले भी तो क्या है
ek tū nā milā, sārī duniyā mile bhī to kyā hai
merā dil nā khilā, sārī bagiyā khile bhī to kyā hai
dhartī hūṇ maiṅ aur tū hai gagan, hogā kahāṇ terā merā milan
lākh pahre yahāṇ, pyār dil meṅ pale bhī to kyā hai
takdīr kī maiṅ koī bhūl hūṇ, ḍālī se bichhaṛā huā phūl hūṇ
sāth terā nahīṅ, saṅg duniyā chale bhī to kyā hai
tujh se lipaṭkar jo ro lete ham, āṇsū nahīṅ the ye motī se kam
terā dāman nahīṅ, ye āṇsū ḍhale bhī to kyā hai