आ जाओ के सब मिलके रब से दुआ माँगे
जीवन में सुकूँ चाहे, चाहत में वफ़ा माँगे
हालात बदलने में अब देर न हो मालिक
जो देख चुके फिर ये अंधेर न हो मालिक
एक तू ही भरोसा, एक तू ही सहारा
इस तेरे जहां में नहीं कोई हमारा
हे ईश्वर, या अल्ला, ये पुकार सुन ले
हे ईश्वर, या अल्ला, हे दाता
हमसे न देखा जाए बर्बादियों का समा
उजड़ी हुई बस्ती में ये तड़प रहें इन्सां
नन्हें जिस्मों के टुकड़े लिए खड़ी एक माँ
बारूद के धुए तू ही बोल जाए कहाँ
नादां हैं हम तो मालिक क्यों दी हमें सज़ा
क्या है सभी के दिल में नफरत का ज़हर भरा
इन्हें फिर से याद दिला दे सबक वही प्यार का
बन जाए गुलशन फिर से काँटों भरी दुनिया
एक तू ही भरोसा
Work
Year
Language
ā jāo ke sab milke rab se duā māṇge
jīvan meṅ sukūṇ chāhe, chāhat meṅ vafā māṇge
hālāt badalne meṅ ab der na ho mālik
jo dekh chuke phir ye aṅdher na ho mālik
ek tū hī bharosā, ek tū hī sahārā
is tere jahāṅ meṅ nahīṅ koī hamārā
he īśhvar, yā allā, ye pukār sun le
he īśhvar, yā allā, he dātā
hamse na dekhā jāe barbādiyoṅ kā samā
ujaṛī huī bastī meṅ ye taṛap raheṅ insāṅ
nanheṅ jismoṅ ke ṭukaṛe lie khaṛī ek māṇ
bārūd ke dhue tū hī bol jāe kahāṇ
nādāṅ haiṅ ham to mālik kyoṅ dī hameṅ sazā
kyā hai sabhī ke dil meṅ napharat kā zahar bharā
inheṅ phir se yād dilā de sabak vahī pyār kā
ban jāe gulaśhan phir se kāṇṭoṅ bharī duniyā