दुनिया से जानेवाले, जाने चले जाते है कहाँ
दुनिया से जानेवाले, जाने चले जाता है कहाँ
कैसे ढूँढे कोई उन को, नहीं कदमों के भी निशान
जाने है वो कौन नगरीया, आये जाये खत ना खबरीया
आये जब जब उन की यादें, आये होठों पे फ़र्यादे
जा के फिर ना आनेवाले, जाने चले जाते है कहाँ
ये बिरहा की रात है ऐसी, जी ना माने बात है ऐसी
कल उनको देखा मुस्काते, चलते फिरते आते जाते
ऐसे आने जाने वाले, जाने चले जाते है कहाँ
मेरे बिछड़े जीवन साथी, साथी जैसे दीपक बाती
मुझ से बिछड़ गये तुम ऐसे, सावन के जाते ही जैसे
उड़ के बादल काले काले, जाने चले जाते है कहाँ
duniyā se jānevāle, jāne chale jātā hai kahāṇ
kaise ḍhūṇḍhe koī un ko, nahīṅ kadmoṅ ke bhī niśhān
jāne hai vo kaun nagrīyā, āye jāye khat nā khabrīyā
āye jab jab un kī yādeṅ, āye hoṭhoṅ pe faryāde
jā ke phir nā ānevāle, jāne chale jāte hai kahāṇ
ye birhā kī rāt hai aisī, jī nā māne bāt hai aisī
kal unko dekhā muskāte, chalte phirte āte jāte
aise āne jāne vāle, jāne chale jāte hai kahāṇ
mere bichhaṛe jīvan sāthī, sāthī jaise dīpak bātī
mujh se bichhaṛ gaye tum aise, sāvan ke jāte hī jaise
uṛ ke bādal kāle kāle, jāne chale jāte hai kahāṇ