दुल्हन ख़ूबसूरत है ... अभी ग्यारह नहीं बजे हैं
दुल्हन ख़ूबसूरत है कितना हसीं महूरत है
सेहरे की ज़रूरत है
दूल्हा मुझे बनाओ यारों आओ लेकिन पहले ठहरो
अभी ग्यारह नहीं बजे हैं -2
एक बुज़ुर्ग ने कहा था बेटा जीना चाहे मरना
ग्यारह बजने से पहले कोई अच्छा काम न करना
अँगूठी पहनाओ पहनाओ जी पहनाओ
यारों आओ लेकिन पहले …
एक दो तीन चार पाँच छः साथ आठ नौ दस ग्यारह
एक और एक ग्यारह
ग्यारह के नम्बर में देखे होते हैं दो इक्के
एक हूँ मैं एक है तू
यारों आओ लेकिन पहले …
आ मिल जाएँ दोनों दिल दे के
मंडप में ले जाओ जी -2
यारों आओ लेकिन पहले …
वक़्त से पहले चले जो मंज़िल से निकले वो आगे
वक़्त के बाद जो निकले समझो सुबह देर से जागे
घड़ी से घड़ी मिलाओ जी -2
यारों आओ लेकिन पहले …
dulhan khūbsūrat hai kitnā hasīṅ mahūrat hai
sehre kī zarūrat hai
dūlhā mujhe banāo yāroṅ āo lekin pahle ṭhahro
abhī gyārah nahīṅ baje haiṅ -2
ek buzurg ne kahā thā beṭā jīnā chāhe marnā
gyārah bajne se pahle koī achchhā kām na karnā
aṇgūṭhī pahnāo pahnāo jī pahnāo
yāroṅ āo lekin pahle …
ek do tīn chār pāṇch chhḥa sāth āṭh nau das gyārah
ek aur ek gyārah
gyārah ke nambar meṅ dekhe hote haiṅ do ikke
ek hūṇ maiṅ ek hai tū
yāroṅ āo lekin pahle …
ā mil jāeṇ donoṅ dil de ke
maṅḍap meṅ le jāo jī -2
yāroṅ āo lekin pahle …
vaqt se pahle chale jo maṅzil se nikle vo āge
vaqt ke bād jo nikle samjho subah der se jāge
ghaṛī se ghaṛī milāo jī -2
yāroṅ āo lekin pahle …