दूर रहकर ना करो बात करीब आ जाओ
दूर रहकर ना करो बात करीब आ जाओ
याद रह जायेगी ये रात करीब आ जाओ
एक मुद्दत से तमन्ना थी तुम्हे छूने की
आज बस में नहीं जज़बात करीब आ जाओ
सर्द झोकों से भड़कते है बदन में शोले
जान ले लेगी ये बरसात करीब आ जाओ
इस कदर हम से झिझकने की ज़रूरत क्या है
जिंदगी भर का है अब साथ करीब आ जाओ
dūr rahkar nā karo bāt karīb ā jāo
yād rah jāyegī ye rāt karīb ā jāo
ek muddat se tamannā thī tumhe chhūne kī
āj bas meṅ nahīṅ jazbāt karīb ā jāo
sard jhokoṅ se bhaṛakte hai badan meṅ śhole
jān le legī ye barsāt karīb ā jāo
is kadar ham se jhijhakne kī zarūrat kyā hai
jiṅdgī bhar kā hai ab sāth karīb ā jāo