Door door kyoon baithee ... kadee te aanaa ballee dee galee

दूर दूर क्‌यूं बैठी ... कदी ते आना बल्ली दी गली
Work
Year
Language

चाँदनी चौक की चाँदनी है तू लाल किले की लाली
चुम्मा दे दे चुम्मा दे दे नईं ते दूंगा गाली
दूर दूर क्‌यूं बैठी तू खनकाती है क्‌यूं चूड़ियाँ
सानूं दस दे की तेरी मजबूरियाँ
ओय दूर दूर क्‌यूं …

चल्ली वे चल्ली हवा प्यार दी चल्ली
कदी ते कदी ते कदी ते आना बल्ली दी गली हो

रल कुड़ियां ने वेखो सोणी लंबी रेल चलाई
जोड़के डब्बा डब्बा वेखो चंगी रेल बणाई
परां हो जा सोणेया साड्डी रेल गड्डी आई
परां हो जा हांणियां साड्डी रेल गड्डी आई
हो परां हो जा मुंडेया साड्डी रेल गड्डी आई

बल्ली की गली में हैं रंग कितने
आसमां पे तारे जितने आय हाय
सोनी चनाबों वाली सुन तो ज़रा
तेरे माही का दिल अभी तो नहीं भरा आय हाय
पैग पटियाला आँखें मेरी कमर जलंधर की
दिल मैं तुझको दूं ना दूं ये बात है अंदर की
देखके मेरी चाल नशीली जान सभी की जल्ली
कदी ते हाय कदी ते होय कदी ते आना …

शावा ओ शावा शावा
बल्ले बल्ले बल्ले शावा ओ शावा शावा शावा

बल्ली की गली में तो आना है ज़ुरूर
जल्दी तू करता है ये तेरा है कुसूर आय हाय
जो भी तू चाहे तुझे मिल जो गया
क्‌या होगा जो तू मुझे भूल गया आय हाय

बल्ली बातों का पक्‌का जो कहता है वो करता
प्यार हो या जंग हो बल्ली नहीं डरता
कर ले भरोसा मुझपे कुड़िये आजा कल्लम कल्ली
आऊंगी बाल्ली तेरी ही गली
कदी ते आना …

chāṇdnī chauk kī chāṇdnī hai tū lāl kile kī lālī
chummā de de chummā de de naīṅ te dūṅgā gālī
dūr dūr k‌yūṅ baiṭhī tū khankātī hai k‌yūṅ chūṛiyāṇ
sānūṅ das de kī terī majbūriyāṇ
oy dūr dūr k‌yūṅ …

challī ve challī havā pyār dī challī
kadī te kadī te kadī te ānā ballī dī galī ho

ral kuṛiyāṅ ne vekho soṇī laṅbī rel chalāī
joṛke ḍabbā ḍabbā vekho chaṅgī rel baṇāī
parāṅ ho jā soṇeyā sāḍḍī rel gaḍḍī āī
parāṅ ho jā hāṅṇiyāṅ sāḍḍī rel gaḍḍī āī
ho parāṅ ho jā muṅḍeyā sāḍḍī rel gaḍḍī āī

ballī kī galī meṅ haiṅ raṅg kitne
āsmāṅ pe tāre jitne āy hāy
sonī chanāboṅ vālī sun to zarā
tere māhī kā dil abhī to nahīṅ bharā āy hāy
paig paṭiyālā āṇkheṅ merī kamar jalaṅdhar kī
dil maiṅ tujhko dūṅ nā dūṅ ye bāt hai aṅdar kī
dekhke merī chāl naśhīlī jān sabhī kī jallī
kadī te hāy kadī te hoy kadī te ānā …

śhāvā o śhāvā śhāvā
balle balle balle śhāvā o śhāvā śhāvā śhāvā

ballī kī galī meṅ to ānā hai zurūr
jaldī tū kartā hai ye terā hai kusūr āy hāy
jo bhī tū chāhe tujhe mil jo gayā
k‌yā hogā jo tū mujhe bhūl gayā āy hāy

ballī bātoṅ kā pak‌kā jo kahtā hai vo kartā
pyār ho yā jaṅg ho ballī nahīṅ ḍartā
kar le bharosā mujhpe kuṛiye ājā kallam kallī
āūṅgī bāllī terī hī galī
kadī te ānā …